Aai mere sapno ki Rani


Aai mere sapno ki Rani
Kya tu bhi hai meri diwani

Main toh hu tera dewana
Teri sooch mein nahi rehta thikana

Dhoondta rehta hu bahana
Phir bhi tu nahi aati meri jana

Meri jaan mere dil mein zara jhak kar toh dhekh
Mere dil mein hai tere pyar ki murat ek



Murat jise chahata hu main itna
Use pata hi nahi utna

Chaha hai jise chahat se jyada
Samjha hai jise apne aap se zyada

Yeh main janta hu ya dil janta hai
Aah meri jaan mera saab kuch tu apna kar le

Bas mujhe apni baahon mein bhar le
Tera liye main kuch bhi ho sakta hu

Par mere liye tu woh hai
Jiske liya main dil-o-zigar jaan de sakta hu

Tu kahe to saans lena chod sakta hu
Bas mere sapno ki duniya se bahar aaja

Aur meri asliyat ki duniya mein aake
Meri baahon mein shama ja

No comments:

Post a Comment